Sunday 15 March 2015

Ghazal









Humein Tu pa Ghumaan Wahshat Tha'Hum Logo Ko Roswa Kiya Tum Kiya
Abi Fasal e Galu Ki Nahi Ghuzri'  Kiyun Daman Chaak Siya Tum Nay

Us Shehar Kay Log buray Hi sakhi'Bara Maan Karte Darveshu Ka
Par tum Say Tu Itnye Barham Hain'Kiya Aan Kay Mang Liya Tum Nay

Kin Ranhoo say Ho Kar Ai Ho'Kis Gul Ka SundehsaLai Ho
Hum Bhag Main Khush Khush Bhaty Thy'Kya Kr diya Sabaa tum Nay

Ghem e Ishiq Main Qari Dawa Na Dua' Ye Hai Rog khaten' Ye Hai Dard Bura
Hum Karty Jo Apne say Ho Skhta'b Kabi Hum Say Bi Kuch Na Kaha Tum nay

Woh jo Qais Ghareeb thy' En ka Janoon Sabi Kahty hainHum Say Raha Hai Fazoo
Humain Daikh kay Hans Tu Dioya Tum Nay' Kbi Daikhy Hain Ahlaye Wafa Tum nay?

Aub rahe o Manda say Kuch na kaho' Yonhi Shadir Ho' Abad Rahoo
Bari Dare Say Yad Kiya Tum Nay' Bari Door say Sadaa tum Nay

Ek Baat Kahen Gaye Insha Ji' Tumain Rekhta Kahty Umar Hoe
Tum Ek Jahan Ka Ilam Parhye'Koi Peer Sa Sher Kaha Tum Nay?


0 comments:

Post a Comment